Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hay

Nahoosat gunaahon ki chaei hui hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Yahi baat hum nay barhon se suni hay

Na ho banagi gar to kia zindagi hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ae abr-e-karam aa baras ja baras ja

Baras ja baras ja baras ja baras ja

Ajab aag isyaan ki mujh me lagi hay

Gunahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay Naat Lyrics

Nahi pass husn-e-amal meray Mola

Nazar meri tere karam per lagi hay

Gunahoon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ubaid-e-Raza naikyon se hay khali

Gunaahon me hasil ise bartari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Lab-e-Mustafa se khudaya suna day

Ubaid-e-Raza naar se tu bari hay

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Madad ki ghari hay madad ki ghari hay

madad ki ghari hay madad ki ghari hay


Related Content

  1. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  2. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  3. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  4. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  5. Abhi jibril utre
  6. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  7. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  8. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  9. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  10. Aaqa Ka Milad Aaya
  11. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  12. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  13. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  14. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  15. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  16. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  17. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  18. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  19. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  20. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !

Leave a comment