Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Tere Paak Naam Pe Aye Khuda
Mera Tan Fida Mera Man Fida
Meri Rooh Fida Meri Jaan Fida
Mera Baap Aur Meri Maa Fida
Teri Bandagi Meri Aarzu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Tere Dar Pe Laakhon Aghniya
Tere Dar Pe Laakhon Baadshah
To Wo Gidgidate Rahe Sada
Tera Bheid Phir Bhi Na Khul Saka
Tu Hi Jaanta Hai Ke Kya Hai Tu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Tu Jalaal Hai Tu Kamaal Hai
Tu Kamaal Hai Lazawaal Hai
Nahi Tera Ahlo Ayaal Hai
Nahi Teri Koi Misaal Hai
Tu Hi Jaanta Hai Ke Kya Hai Tu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Meri Shaan Tu Meri Aan Tu
Meri Jaan Tu Imaan Tu
Mera Baala Wehmo Gumaan Tu
Meri Khamoshi Ailaan Tu
Mera Main Bhi Tu Mera Tu Bhi Tu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Allah Allah Jallah Jallah Jala’lahu
Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
Related Content
- AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
- Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
- Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Naat Lyrics
- Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
- Gham Hogaye Be Shumar Aaqa Naat Lyrics
- Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
- Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics
- Mustafa Khairul Wara Ho Naat Lyrics
- Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
- Azal Ki Khushboo Ho
- Dekhte Kya Ho Ahle Safa
- AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
- Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj Naat Lyrics
- Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
- Ya Nabi Ya Rasool
- Rifaete Subhe Saadat Zindabad Naat Lyrics
- Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
- Mainto Panjatan Ka Gulam Hu Naat Lyrics
- La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
- Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar Naat Lyrics