Ali Haidar ka gharana

Ali Maula Ali Maula

Mankuntu Maula Ali Ali
Aqa ne bola Ali Ali
Mein jis ka maula Ali Ali
Hai us ka Maula Ali Ali
Zahra ka shohar Ali Ali
Hasanain ka baba Ali Ali
Ham sab ne pukara Ali Ali
Ali Maula

Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana
Gulam inka hai zamana


Kiya sab kaam usi ki
Riza mein raazi reh kar
Khuda ke deen ki khatir
Hazaron sadmein seh kar
Kare har dam shukrana
Ali Haidar ka gharana
Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana

Kayadat hoke imamat
Wilayat hoke taharat
Sharafat hoke sadakat
Sakhawat hoke shuja’at
Har ek azmat ka thikana
Ali Haidar ka gharana
Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana

Pukara jab mushkil mein
Unhone ki lajpali
Sabhi mangaton ki pal mein
Bhari hai jholi khali
Jhuka jis dar pe zamana
Ali Haidar ka gharana
Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana

Mankuntu Maula Ali Ali
Aqa ne bola Ali Ali
Mein jis ka maula Ali Ali
Hai us ka Maula Ali Ali
Zahra ka shohar Ali Ali
Hasanain ka baba Ali Ali
Ham sab ne pukara Ali Ali
Ali Maula

Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana

Kadi mimbar te khad ke
Kadi medaan te lad ke
Kadi neze te chad ke
Kadi khutbe pad pad ke
Sikhave deen bachana
Ali Haidar ka gharana
Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana

Edha Hajweri gadagar
Te gauso khwaja naukar
Lewe Attar salami
Te sad sha’baz kalandar
Hai badeya sab dha thikana
Ali Haidar ka gharana
Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana

Mein puchhya teri jag te
Hai tokeer wadhai
Te Mohseen kaun hai tera
Sada islam dhi aayi
Mendha Mohseen hai purana
Ali Haidar ka gharana
Bada maheboob gharana
Ali Haidar ka gharana



Related Content

  1. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  2. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  3. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  4. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  5. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  6. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  7. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  8. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  9. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  10. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  11. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  12. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  13. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  14. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  15. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  16. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  17. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  18. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  19. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  20. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta

Leave a comment